Visit Our New Website www.riishiita.in

श्रीरामचरितमानस : बालकाण्ड

* भए प्रगट कृपाला दीनदयाला कौसल्या हितकारी।
हरषित महतारी मुनि मन हारी अद्भुत रूप बिचारी॥
लोचन अभिरामा तनु घनस्यामा निज आयुध भुजचारी।
भूषन बनमाला नयन बिसाला सोभासिंधु खरारी॥1॥

* कह दुइ कर जोरी अस्तुति तोरी केहि बिधि करौं अनंता।
माया गुन ग्यानातीत अमाना बेद पुरान भनंता॥
करुना सुख सागर सब गुन आगर जेहि गावहिं श्रुति संता।
सो मम हित लागी जन अनुरागी भयउ प्रगट श्रीकंता॥2॥

* ब्रह्मांड निकाया निर्मित माया रोम रोम प्रति बेद कहै।
मम उर सो बासी यह उपहासी सुनत धीर मति थिर न रहै॥
उपजा जब ग्याना प्रभु मुसुकाना चरित बहुत बिधि कीन्ह चहै।
कहि कथा सुहाई मातु बुझाई जेहि प्रकार सुत प्रेम लहै॥3॥

* माता पुनि बोली सो मति डोली तजहु तात यह रूपा।
कीजै सिसुलीला अति प्रियसीला यह सुख परम अनूपा॥
सुनि बचन सुजाना रोदन ठाना होइ बालक सुरभूपा।
यह चरित जे गावहिं हरिपद पावहिं ते न परहिं भवकूपा॥4॥



AB SAUP DIYA IS JIVAN KA

 

Ab saup diya is jeevan ka sab bhara tumhaare haatho me.

Hai jeet tumhaare haatho me aur haar tumhaare haatho me.

Mera nishchay bas ek yahi: ek baar tumhe paa jaoo mai.

Arpan kar doo duniya bhar ka sab pyaar tumhaare haatho me.

Jo jag me rahoo to aise rahoo, jo jal me kamal ke phool rahe.

Mere avaguna dosh samarpita ho, Bhagwaan, tumhaare haatho me.

Jab jab sansaar ka kaida banoo, nishkama bhava se karma karoo.

Phir ant samay me praana taju, Nirakaar, tumhaare haatho me.

Mujha me tujha me bheda yahi: mai naara hoo, tum Narayana ho.

Mai hu sansaar ke haatho me, sansaar tumhaare haatho me.

****************************************************************

JAG MAIN SUNDER HAIN DO NAAM


Jag mai sunder hain do naam chahe
Krishna kaho ya Ram (3)

Bolo Ram Ram Ram, Bolo Shaam Shaam Shyam (3)


Makhan Brij mai Ek churave, Ek ber bhini ke khave (2)

Prem bhav se (2) bhare anokhe dono ke hai kaam

chahe Krishna kaho ya Ram


Ek Kans papi ko mare (2) , Ek doosht Ravan sanhare

Dono din ke dukh harat hai (2) Dono bal ke dham

chahe Krishna kaho ya Ram
Ek Radhika ke sang raje (2), Ek Janaki sang viraje
chahe Sita Ram kaho (2) ya bolo Radhe Shyam

Bolo Ram Ram Ram, Bolo Shyam Shyam 

****************************************************************

SUKH KE SAB SAATHI DUKH MAIN NA KOI

Sukh Ke Sab Saathi Dukh Mein Na Koi
Mere Ram, Mere Ram
Tera Naam Ek Saacha Dooja Na Koi

Jeevan Aani Jaani Chhaaya
Jhoothi Maya Jhoothi Kaya
Phir Kahe Ko Saari Umariya
Paapki Gathri Dhoi
Sukh Ke Sab Saathi...

Na Kuchh Tera Na Kuchh Mera
Ye Jag Jogi Vaala Phera
Raja Ho Ya Runk Sabhi Ka
Ant Eksa Hoi
Sukh Ke Sab Saathi...

Baahar Ki Tu Maati Phaanke
Man Ke Bheetar Kyun Na Jhaanke
Ujle Tan Par Maan Kiya
Aur Man Ki Mail Na Dhoi
Sukh Ke Sab Saathi...
  ****************************************************************

AI MALIK TERE BANDE HUM

 Ai malik tere bande ham, Aise hon hamare karam
Neki par chalen, Aur badi se talen

Taki hanste huye nikale dam, Ai malik tere bande ham
Ye andhera ghana chha raha, Tera insan ghabara raha
Ho raha bekhabar, Kuchh na ata nazar

Sukh ka suraj chhipa ja raha
Hai teri roshani men wo dam, Jo amavas ko kar de poonam

Neki par chalen, Aur badi se talen
Taki hanste huye nikale dam, Ai malik tere bande ham
Jab zulmon ka ho samana, Tab tu hi hamen thamana
Wo burai karen, Ham bhalai bharen
Nahin badale ki ho kamana
Badh uthe pyar ka har kadam, Aur mite bair ka ye bharam
Neki par chalen, Aur badi se talen

Taki hanste huye nikale dam, Ai malik tere bande ham
Bada kamzor hai adami, Ab bhi lakhon hain ismen kamin
Par tu jo khada, Hai dayalu bada
Teri kripa se dharti thami
Diya tune hamen jab janam, Tu hi jhelega ham sabke gam
Neki par chalen, Aur badi se talen

Taki hanste huye nikale dam, Ai malik tere bande ham

****************************************************************

!! Shree Vindhyeshwari Strotra !!

Nishumbha Shumbha Garjini, Prachand Mund Khandini !

Bane Rane Prakashini, Bhajami Vindhyavasini !!

Trishool Munda Dharini, Dhara Vighat Harini !

Grihe - Grihe Niwasini Bhajami Vindhyavasini !!

Daridra Dukkha Harini, Sada Vibhuti Karini !

Viyoga Shoka Harini,    Bhajami Vindhyavasini !!

Lasatsulola Lochanam, Latasanam Varapradam !

Kapal-Shool Dharini,    Bhajami Vindhyavasini !!

Karabjdanda Dharam, Shivashivam Pradayani !

Vara-Varananam Subham, Bhajami Vindhyavasini !!

Kapeendra Jamini Pradam, Tridha Swaroop Dharini !

Jale-Thale Niwasini,      Bhajami Vindhyavasini !!

Vishishta Shishta Karini, Vishal Roop Dharini !

Mahodare Vilasini, Bhajami Vindhyavasini !!

Purandaradi Sewatam, Puradivansha Khanditam !

Vishudha Buddhi Karini, Bhajami Vindhyavasini !!

  ****************************************************************

Make a Free Website with Yola.